Deewaane (Selfiee) - Akshay Kumar | Jacqueline F | Emraan H | Aditya Y | Stebin B | Tanishk B

Star Studios presents in association with Dharma Productions, Prithviraj Productions, Magic Frames & Cape Of Good Films. A Dharma Productions Film SELFIEE Starring Akshay Kumar, Emraan Hashmi, Nushrratt Bharuccha, Diana Penty Directed by Raj Mehta Produced by Hiroo Yash Johar, Aruna Bhatia, Supriya Menon, Karan Johar, Prithviraj Sukumaran, Apoorva Mehta & Listin Stephen Screenplay and Dialogues by Rishhabh Sharrma Music Supervised by Azeem Dayani Song: Deewaane Singer : Aditya Yadav, Stebin Ben Original Composer : Aditya Yadav Recreated by : Tanishk Bagchi Programmed and arranged by : Tanishk Bagchi New Lyrics : Kunaal Vermaa Original Lyrics: Aditya Yadav Video Director - Agam Mann & Azeem Mann DOP - Shinda Singh Choreographer - Adil Shaikh Strings: Mert Kemanci Additional Voice: Altamash Faridi Chorus Boys: Sudhanshu Shome, Rakesh Deol, Udayveer Singh, Arjun Pandey, Rehan Khan Guitar: Somu Seal Mandolin: Tapas Roy Mix and Master: Eric Pillai @ (Future Sound of Bombay) Music Supervisor: Azeem Dayani Associate Music Supervisor: Megha Vikaas Bali Special Thanks: Sumeet Kr Tyagi Play Desi Music Factory Founder & CEO - Anshul Garg PlayDMF Project Head - Raghav Sharma Label Manager - Gaurav Bharti PlayDMF team - Gaurav Arora , Asheema Chauhan & Sankalp Garg Special thanks - Rajat Nagpal Digital Promotions - Net Media Lyrics Mazaa aa jaata hai Adhoori baaton se Koi mann jaata hai Zaroori yaaron se Jo dekhi na suni aisi Hume duniya dikhati hai Deewaane hum nahin hote Deewaani raat aati hai Hume unki uhne meri Mohabbat yaad aati hai Nazar aati hain zulfon mein Ghataein badalon jaisi Yeh dil karne laga unse Wafaein paglon jaisi Usse jab dekhte hain toh Badal jaata hai yeh lehza Zubaan pe aa hi jaati hai Adayein shayaron jaisi Unhe jab yaad karte hain Tabhi barsaat aati hai Deewaane hum nahin hote Deewaani raat aati hai Hume unki uhne meri Mohabbat yaad aati hai Nahin koi gila humein Jo na iss baar maanenge Abhi chahe mana kar de Kabhi toh yaar maanenge Miley jo cheez aasani se Toh usme mazaa kaisa Unhe mera banana tak Na hum bhi haar maanenge Suna hai chahatein sachi Nahin barbaad jaati hain Deewaane hum nahin hote Deewaani raat aati hai Hume unki uhne meri Mohabbat yaad aati hai
Back to Top