Jumma Ke Din Ki Sunnatain | Jumma Ke Din Ka Amal | UM Masail

#ummasail #islamicmasail #masail #masailinurdu #masaileshariat #jumma Aslam o Alikum Friends! UM Masail ki is new video Jumma Ke Din Ki Sunnatain mein In Sha Allah ap ke sath jumma ke din ke masnoon amaal share karin ge ke kon kon se aamaal karna jumma ke din masnoon hain. Jesa ke... Ghusal Karna Miswaak Karna Darood Park Parhna Khushboo Lagana Imaam Ke Qareeb Bethna Khutba Sunna Surah Al-Kahaf Parhna Dosto Is ke ilawa bhi kafi sunnatain share ki hain aj ki is video mein. So is video ko end tak lazmi dekhain aur apne doston ke sath bhi lazmi share karin aur mazeed islamic videos ke liye hamara youtube channel UM Masail zaroor subscribe karain JazakAllah...
Back to Top