Note⚠️: - Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
My videos are not monetized. So if you are the owner of this content please do not give copyright.
Full journey of Shiv-Shakti from serial ’ Mahakali Anth Hi Aarambh Hai ’
Song:- Girija me urja shiv se hai Shiv Shakti se hi purna hai
Lyri
...cs:-
Girija Mein Urja Shiv Se Hai
Gauri Se Shiv Mein Shakti Hai
Ye Do Nahin Hai Ek Hai
Anubhuti Samah Abhi Vyakti Hai
Har Swaas Shiv Ke Naam Hai
Yahan Prem Bhi Abhiram Hai
Shiv Dhairya To Saayam Shiva
Hai Nayan Jo Shiv Dhristi Shiva
Main Deh, Shiv Mere Pran Hai
Astitva Main Woh Praman Hai
Main Deh Hai Shiv Mere Pran Hai
Astitva Mein Woh Praman Hai.
Main Hoon Dhara Ambhar Hai Shiv
Main Hoon Shiva Shankar Hai Shiv
Vichalith Na Ho Kabhi Karm Se
Parichith Rahe Har Dharm Se
Nahin Bhinna Ek Duje Se Hai
Yahi Eesh Toh Sampoorn Hai
Yahi Shkati To Sampurn Hai
Yahi Shkati To Sampurn Hai
Yahi Shkati To Sampurn Hai
Yahi Shkati To Sampurn Hai.
Koi Thod Na Hai Bichoh Ka
Nahi Mol Man Ke Moh Ka
Koi Thod Na Hai Bichoh Ka
Nahi Mol Man Ke Moh Ka
Shiv Jaane Kya Hai Kaali Ka
Astitva Aadi Shakti Ka
Vichalith Kare Na Bhavna
Nahi De Sake Koi Saantwana
Niyati Hai Bandan Se Pare
Jo Rach Diya So Ho Kare
Girija Mein Urja Shiv Se Hai
Gauri Se Shiv Mein Shakti Hai
Ae Do Nahin Hai Ek Hai
Anubhuti Samah Abhi Vyakti Hai
Aa Aa…..
Kailash Ki Griha Swamini
Shiv Ki Hu Main Ardhangini
Nirmaan Mere Satitva Ka
Khandan Na Ho Dayetva Ka
Ab Na Koi Avarodh Ho
Mujhe Mere Pan Bodh Ho
Mahakaal Ki Mahakaalika
Parameshwari Prathipalika
Ab Tak Swayam Se Dur Hai
Yahi Shakti Toh Sampoorn Hai
Yahi Shakti Toh Sampoorn Hai
Yahi Shakti Toh Sampoorn Hai
Yahi Shakti Toh Sampoorn Hai.
#girijameurja #shivshakti #mahakalianthhiaarambhhaiShow more