Staking halal or haram | crypto staking islam (Review)

Staking halal or haram | crypto staking islam (Review) Bohat ayham masla staking k bare mai hai ka staking halal or haram in islam isi liay aj ki video banai hay aur is video ko bananay ka maqsad hamare aik viewer ki request thi k hamain bataen k staking halal or haram urdu mai apke sath ye sara masla ab discuss karon ga crypto staking islam mai masla ye paida karta hay k kahen ye sood yani interest yani riba ki shakal to nhe yehi waja hay k crypto staking is halal or haram kare mai bat ki jati hay sb say pehly to main apko ye bataon ga kay crypto what is staking to staking kay andar basically ap apna crypto ka asset aik tay karda percentage par lock kar daity hain aur phir aik khas mudat kay bad apko usi crypto ka percentage mil jata hay staking cryptocurrency apke wese he kaam ati hay jese kay ap ki asal cryptocurrency kaam ati hay lehaza ye bat paida ho jati hay apny aap he k staking halal atau haram to is mai apko bareeki say ye bat smjhna ho gi k agar ap kisi banday ko loan daity hain aur aik khas
В начало