Shreya Ghoshal-Silsila Yeh Chaahat Ka - Eventim Apollo London 2016

Silsila Ye Chaahat Ka - Devdas (2002) Shreya Ghoshal-Live Sung By Shreya Ghoshal and at the Hammersmith Eventim Apollo on the 7th of May 2016. Shreya Ghoshal is the top Bollywood playback singer in India who has been performing since 1998. Her Bollywood film career started in 2002. “DEVDAS“ Movie starring Shahrukh Khan and Aishwarya Rai, is a Classic Bollywood film. This is her 5th consecutive sell out London UK performance. Filmed by Elvis Eddie. All Rights Reserved. Silsila Yeh Chaahat Ka-Lyrics Mausam Ne Li Angdaayi Aayi Aayi Lehraake Barkha Phir Chaayi Chaayi Jhoka Hawa Ka Aayega Aur Yeh Diya Buj Jaayega Silsila Yeh Chaahat Ka Na Maine Bujhne Diya Silsila Yeh Chaahat Ka Na Maine Bujhne Diya Oh Piya Yeh Diya Na Bujha Hai Na Bujhega Mere Chaahat Ka Diya Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya Oh Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya Is Diye Sang Jal Raha Mera Rom Rom Rom Aur Jiya Ab Aaja Re Mere Piya Oh Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya Faasla Tha Doori Thi Faasla Tha Doori Thi Tha Judaai Ka Aalam Intezaar Mein Nazrein Thi Aur Tum Wahan The Tum Wahan The Tum Wahan The Jhilmilaatey Jagmagaatey Khushiyon Mein Jhoom Kar Aur Yahan Jal Rahe The Hum Aur Yahan Jal Rahe The Hum Phir Se Baadal Garja Hai Garaj Garaj Ke Barsa Hai Ghoom Ke Toofan Aaya Hai Par Tujhe Bujha Nahin Paaya Hai Oh Piya Yeh Diya Chaahe Jitha Sathey Tujhe Yeh Saawan Yeh Hawa Aur Yeh Bijliyaan Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya Oh Mere Piya Ab Aaja Re Mere Piya Dehko Yeh Pagli Deewani Duniya Se Hai Yeh Anjaani Jhoka Hawa Ka Aayega Aur Iska Piya Sang Laayega Oh Piya Ab Aaja Re Mere Piya Silsila Yeh Chaahat Ka Na Maine Bujhne Diya Oh Piya Yeh Diya Silsila Yeh Chaahat Ka Na Maine Bujhne Diya Oh Piya Yeh Diya Aye Piya Piya Piya Translation....... Movie: Devdas Song: Silsila Yeh Chahat Ka --CHORUS-- Mausam ne li angdaayi, aayi aayi The season outstretched its arms, it has come Laheraake barkha phir chhaayi, chhaayi chhaayi Waving, the rain then spread, it spread Jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayega A gust of wind will come and this lamp will be extinguished --FEMALE-- Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya, ho, hm The chain of this love, I have not let it be extinguished Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya The chain of this love, I have not let it be extinguished Piya, yeh diya na bujha hai, na bujhega Lover, this lamp has not been extinguished, it won’t be extinguished Meri chaahat ka diya The lamp of my love Mere piya ab aaja re mere piya My lover, now come my lover Ho, mere piya ab aaja re mere piya Oh my lover, now come my lover Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya With this lamp is burning each cell of my body and my heart Ab aaja re mere piya Now come my lover Ho, mere piya ab aaja re mere piya Oh my lover, now come my lover Faasla tha doori thi, faasla tha doori thi There was space, there was distance Tha judaai ka aalam, intezaar mein nazrein thi There was a world of separation Aur tum vahan the, tum vahan the, tum vahan the And you were there, you were there, you were there Jhilmilaate jagmagaate khushiyon mein jhoomkar Shimmering, sparkling, swaying in happiness Aur yahan jal rahe the hum, aur yahan jal rahe the hum And here I was burning, and here I was burning Phir se baadal garja hai, garaj garajke barsa hai Again the cloud has thundered, thundering it has rained Ghoomke toofaan aaya hai par tujhko bujha nahin paaya hai Wandering, a storm has come but it hasn’t been able to extinguish you O piya yeh diya chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan Oh lover this lamp, no matter how much this rain tortures you Yeh hawa aur yeh bijliyaan This wind and this lighting Mere piya ab aaja re mere piya My lover, now come my lover Ho, mere piya ab aaja re mere piya Oh my lover, now come my lover --CHORUS-- Dekho yeh pagli deewani, duniya se hai yeh anjaani Look at this crazy girl, of the world she is ignorant Jhonka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega A gust of wind will come and with it will bring her lover --FEMALE-- Oh piya ab aaja re mere piya Oh lover now come my lover --CHORUS-- Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya The chain of this love was not allowed to be extinguished from the heart --FEMALE-- Oh piya yeh diya Oh lover, this lamp --CHORUS-- Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya The chain of this love was not allowed to be extinguished from the heart --FEMALE-- Oh piya yeh diya Oh lover, this lamp Ae piya, piya, piya Oh lover, lover, lover
Back to Top