Barsaat Ke Din Aaye ((( Jhankar ))) Full Song (2005) Barsaat || Alka Yagnik, Kumar Sanu | 4K Video
Barsaat Ke Din Aaye ((( Jhankar ))) Full Song (2005) Barsaat || Alka Yagnik, Kumar Sanu | 4K Video
Song Title : Barsaat Ke Din Aaye
Movie : Barsaat (2005)
Singers : Alka Yagnik, Kumar Shanu
Music : Nadeem-Shravan
Lyricist : Sameer
Starcast : Priyanka Chopra, Bipasha Basu, Bobby Deol
#90ssong
#90sgaana
#oldsong
#oldhitgaana
#besthitsong
SONG LYRICS:👇🏼
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Betaabiyon ke
Sharaare beetche hain
Yeh saawan ki
Rimjhim jhadi hain
Kadam bekhudi mein
Behakne lage hain
Yeh madhoshiyon
Ki ghadi hain
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Jalte rahe hum khayalo ke
Lau se sahi humne barso judaai
Cham cham barasti suhani
Ghata ne ajab si agan hain lagai
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Na tum hosh mein ho
Na hum hosh mein hain
Behak jaaye na
Tum sambhalo hamein
Gujarish yahi hain tamannao ki
Sanam baajuo mein tha lo humein
Jasbaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the
Jinke us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Deewani deewani
Jawani mastani
Garm saanson
Mein toofan hain
Deewana deewana
Sama hain deewana
Jara si chahat bhi
Beimaan hain
Dhua sa uthe hain
Kahi jism se
Kaho baadlo se
Baraste rahe
Saha jaaye na yeh
Judaai ka gum
Bhala kab talak
Hum taraste rahey
Baraat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye.
1 view
118
25
6 months ago 00:56:08 2
Andaaz Movie All Songs || Akshay Kumar & Priyanka Chopra & Lara Dutta
6 months ago 00:05:34 1
Tujhe Bhool Ne Se Pehle Meri Jaan Chali Jaaye | Barsaat | Kumar Sanu, Sadhana Sargam
6 months ago 00:05:14 3
Barsaat Mein Jab Aayega Sawan Ka Mahina HD | Jaya Prada, Jeetendra | Poornima | Maa 1991 Song
7 months ago 00:07:19 1
Parvati Boli Shankar Se - O Bholenath Ji | Hansraj Raghuwanshi | Full Song | Bhole Baba Song
7 months ago 01:29:41 1
1970 VS 1980 Golden Hits - ७० vs ८० के दशक के सदाबहार हिट गाने - SuperHit Hindi Songs Collection
8 months ago 01:01:54 1
Best of Bobby Deol | Aashiq Mujhe Aashiq | Gori Tera Nakhra | Barsaat Ke Din Aaye @filmigaane