Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom (Live Full) - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Worldwide

Taken from DVD Live in Concert in UK 1985 Tour,recorded on 28th February 1985 at Allah Ditta Centre Birmingham SDVD 004 Volume 4 Credits Cameras: Sukhvinder,Peter Cooke,Jaswant Singh PA: Max Video Production,: M Farooq Producers : M Ayyub, M Yunus (c) and (p) 2004 Oriental Star Agencies Limited Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoon (Live Full) - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Worldwide sochta ho ke woh kitne masoom thay by Nusrat Fateh Ali Khan sochta woh kitne masoom thay Nusrat qawali The Lyrics of Sochta Hoon Keh Woh Kitne Masoom Thay Ab to haathon Ab to haathon se lakeere mit ti jati hain Us ko kho kar to mere pass raha kuch bhi nahi Kal bichadna hai - “sargam“ Kal bichadna hai to phir ehad-e-wafa soch k baad Abhi aagaz-e-mohabbat hai gaya kuch bhi nahi Main to is vaste chup hoon k Tamasha na bane Tu smjhta hai mujhe tujhse gila kuch bhi nahi Main - “Sargam“ Main to is vaste chup hoon k Tamasha na bane Tu smjhta hai mujhe tujhse gila kuch bhi nahi Sochta hoon -3 Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi -3 Humse pucho mohobbat ki deewangi - 2 Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi, Humse pucho mohobbat ki deewangi Jo pata puchte the kisi ka kabhi -2 Laapata ho gaye dekhte dekhte Jo pata puchte the kisi ka kabhi, Laapata ho gaye dekhte dekhte -3 Humse ye soch kar koi wada karo -3 Ek wade pe umren guzar jayengi -2 Humse ye soch kar koi wada karo Ek wade pe umren guzar jayengi Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa -2 Bewafa ho gaye dekhte dekhte “Sargam“ Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte -3 Ke Humse ye soch kar koi wada karo, Ek wade pe umren guzar jayengi -2 Humse ye soch kar koi wada karo Din chupgya, ho din chupgya-chupgya-chupgya -2 Din chup gya sooraj ka kahin naam nahi hai -2 O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai -3 O wada shikal - wada shikal Shab-e-wada - Shab-e-wada ye raha karti hai baatein dil se Dehke yaar aata hai pehle ya kaza aati hai Kal se be kal hoon main Kal se be kal hoon bhala khaak mujhe kal aaye -2 Kal ka wada tha na vo aaj aaye na vo kal aaye O wada shikal - wada shikal -2 Roz ka intezar kon kare -2 Aapka aitbaar kon kare O wada shikal - wada shikal -2 Ho chuka wada k kab aayie ga -2 Dekhiye ab na bhool jaiye ga O wada shikal - wada shikal -2 Bhala koi wada khilafi ki had hai -2 Hisab apne - hisab apne dil main laga kar to socho Bhala koi wada khilafi ki had hai Hisab apne - hisab apne dil main laga kar to socho Qayamat ka din aa gya rafta-rafta Mulakaat ka din badalte-badalte O wada shikal - wada shikal -2 Re humse ye soch kar koi wada karo Ek wade par umren guzar jayengi -2 Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa -2 Bewafa ho gaye dekhte dekhte Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte Gair ki baat tasleem kya kijiye -2 Gair ki baat tasleem kya kijiye Ab to khud par bhi humko bharosa nahi -2 Gair ki baat tasleem kya kijiye, Ab to khud par bhi humko bharosa nahi Apna saya smjhte the jinko kabhi -2 Vo juda ho gaye dekhte dekhte Apna saya smjhte the jinko kabhi, Vo juda ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon ke vo kitne masoom the Kya se kya ho gye dekhte dekhte olne lage to humhi par baras pade Hashar hai wahshat e dil ki aawargi Humse poocho mohabbat ki deewangi Jo pata poochte the kisi ka kabhi La pata ho gaye dekhte dekhte Humse ye Soch kar koi wada karo... Din chup gaya suraj ka kahin naam Nahin hai O wada shikan ab bhi Teri shaam nahi hai Ye hai duniya yahan kitne aehle wafa Bewafa ho gaye dekhte dekhte Gair ki baat ’Tasleem’ kya kijie Ab to Khud par bhi humko bharosa nahin Apna saya samajhte the jinko kabhi Wo juda ho gaye dekhte dekhte Nusrat Fateh Ali Khan (13 October 1948 – 16 August 1997) was a Pakistani musician, primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the Sufis. Widely considered one of the greatest voices ever recorded, he possessed an extraordinary range of vocal abilities and could perform at a high level of intensity for several hours. Extending the 600-year old Qawwali tradition of his family, Khan is widely credited with introducing Qawwali music to international audiences. He is popularly known as “Shahenshah-e-Qawwali“, meaning “The King of Qawwali“. Born in Faisalabad, Khan had his first public performance at the age of 16, at his father’s chelum. He became the head of the family qawwali party in 1971. He was signed by Oriental Star Agencies, Birmingham, England. He engaged in collaborations and experiments with Western artists, becoming a well-known world music artist. He toured extensively, performing in over 40 countries We are constantly working hard on making the “OSA Worldwide” better and more entertaining for you. We need your constant support to get going. Please feel free to Comment box for any queries/suggestions/problems or if you just want to say hello. We would love to hear from you. If you have enjoyed video, do not forget to Subscribe on YouTube and share among your friends... #OSAWorldwide #OrientalStarAgencies #NusratFatehAliKhan #Nusrat #Qawwalie #OSA
В начало