मौसम ये सुहाना Mausam Ye Suhana H - HD वीडियो सोंग - Asha Bhosle, Suresh Wadkar - Ghar Ki Izzat 1994

#भूलेबिसरेगीत #Bollyoldsongs “Mausam Ye Suhana Hai” Song Info: Movie: Ghar Ki Izzat (1994) Singer(s): Asha Bhosle, Suresh Wadkar Lyricist(s): Anjaan Composer(s): Amar Biswas, Utpal Biswas Music Director(s): Amar Biswas, Utpal Biswas Genre(s): Happy (Feel Good) Director(s): Kalpataru Starring: Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj, Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo Release on: 16th December, 1994 Mausam Ye Suhana Hai Mera Dil Bhi Deewana Hai Mausam Ye Suhana Hai Mera Dil Bhi Deewana Hai Aaj Jaane Ki Zid Na Karo - 2 Haye Dil Ko Mushqil Manaana Hai Dil Ko Mushqil Manaana Hai Mausam To Bahana Hai Tumhein Mujh Ko Satana Hai Aji Roko Na Jaane Bhi Do Mujhe Roko Na Jaane Bhi Do Dil Ka Dushman Zamaana Hai - 2 Teri Chaahat Ki Khushboo Hawaaon Mein Hai Teri Ulfat Ki Rangat Fizao Mein Hai Teri Chaahat Ki Khushboo Hawaaon Mein Hai Teri Ulfat Ki Rangat Fizao Mein Hai Been Kiye Ye Kadam Dagmagane Lage Kya Nasha Aaj Teri Nighaho Mein Hai Nighaho Mein Hai Aji Roka Na Jaane Bhi Do Mujhe Roko Na Jaane Bhi Do Dil Ka Dushman Zamaana Hai - 2 Mausam Ye Suhana Hai Mera Dil Bhi Deewana Hai Sabse Kah Dengi Phulon Bhari Wadiya Chugli Khayengi Ye Mehaki Tanhaiyan Sabse Kah Dengi Phulon Bhari Wadiya Chugli Khayengi Ye Mehaki Tanhaiyan Bad Mudat Ke Milne Ka Mauka Mila Phir Dobara Ye Mauka Milega Kaha Milega Kaha Aaj Jaane Ki Zid Na Karo - 2 Haye Dil Ko Mushqil Manaana Hai Dil Ko Mushqil Manaana Hai Mausam To Bahana Hai Tumhein Mujh Ko Satana Hai Aji Roko Na Jaane Bhi Do Mujhe Roko Na Jaane Bhi Do Dil Ka Dushman Zamaana Hai Dil Ko Mushqil Manaana Hai Dil Ka Dushman Zamaana Hai Dil Ko Mushqil Manaana Hai
Back to Top